आशिकी के रंग: रोमांटिक एसएमएस संग्रह (Aashiqi Ke Rang: Romantic SMS Collection)
Chandani ne kaha ke tu pyar
kar
Shama ne kaha aankhen char
kar
Gori ko cheda to boli
muskarakar
Abhi tu nadaan hai kuch
intezar kar!
Dil se dil lagakar to dekho,
Hamari yaadon mein aansoo
bahakar to dekho,
SMS to kya call bhi karoonga,
Ek baar mere mobile ka bill
chukakar to dekho.
Ugta hua suraj dua de apko.
Khilta hua phool khushbu de
apko, Hum to kuch dene ke
kabil nahin, Denewala hazar
khushian de apko.
Jis din se juda vo humse hue
is dil ne dharkna chor diya
Hai chaand ka moh bhi utra
utra taaro ne chamkna chor
diya.
Yaad mein teri aankhe bharta
hai koi, har saans ke saath
tujhe yaad karta hai koi,
maut to sachai hai aani hai,
lekin teri judaai mein har roz
marta hai koi.
Hume Bhi Pyaar Karne Ka
Khayal Aaya,
Jub Bhi Yeh Khayal Aya Khud
Ko Akeala Paya,
Dhoondte Rahe Is Duniya
Main Humsafar,
Kisi Ko Doke Baaz, Kisi Ko
Bewafa Hi Paya.
Tum bin jiya jae kaise…
Tum bin raha jae kaise…
Sadiyon se lambi hain
Ratain…
Sadiyoon se lanmbe hain
Din…
Ajao ab laut kar yeh dil
Kuch keh raha hai.
Shamma ro ro ke keh rahie hai
parwano se ke mujhe rumal la
do meri nak bah rahie hai.
Phool khiltay rahain zindagi
ki rah main, hansi chamakti
rahay aap ki nigah main
kadam kadam pay milay
khushion ki bahar aap ko
dil deta hai yeh hi dua baar
baar aap ko.
Koi khat nahin, koi khabar
nahin, aapko shayad rishte ki
kadr nahin, hum to aapko
yaad karte hai har sans ke
sath,
shayad aapko hamari sanson
ki koi fikr nahin.