“Modern SMS in Everyday Life: How We Connect Through Texts”

 

  • Manzil bhi nazar aati hai, Hum bhi kadam badhate
    gaye. Faasle bhi kum na hue, Apnon se juda hum
    hote chale gaye.

 

  • Chand ke liye sitare anek hain, lekin sitaron ke liye
    chand ek hai. Aapke liye to hazaron honge, lekin
    humare liye aap hi ek hain.

 

  • Ek lamhe mein unhone zindagi sanwar di,
    Ek lamhe mein unhone zindagi ujad di.
    Par qasoor unka nahin humara hai,
    Kyunki us ek lamhe mein humne zindagi guzar di.

 

  • Waqt noor ko benoor kar deta hai,
    Thode se zakhm ko nasoor kar deta hai.
    Chahta hai aapse humesha door rahna,
    Par waqt humein majboor kar deta hai.

"Modern SMS in Everyday Life: How We Connect Through Texts"

 

 

 

 

 

 

 

 

  • Sweet but not honey, precious but not money, bright
    but not sunshine, Improves with time but not wine,
    don’t know?? It’s me..!

 

  • Without humor, life sux. Without courage, life is
    hard. Without love, life is hopeless. Without friends
    like you, life is impossible!

 

  • Hold 10 roses in your hand & stand opposite to the
    mirror. You will see 11th Rose between those 10. The
    most beautiful rose in this world is ‘‘You.’’

 

  • Q: What is d difference between a golf ball & a g-spot?
    A: Men will spend two hours searching 4 a golf ball!

 

  • Q: How do most men define marriage?
    A: A very expensive way to get you laundry done free.

 

  • Tanhai ke is aalam mein na koi sathi hai na koi
    arman hai, bus yaadon ki shama hai, sikwa karein
    bhi to kisse karein, jab mera yaar hi bewafa hai.

 

  • Raat ki tanhai mein yaad tumhari aati hai,
    Saath hi neend meri ud jaati hai.
    Itna saha hai tujhe paane ke liye,
    Ki ab har saans teri hi yaad aati hai.

 

  • Mana hum aapse mil nahin pate,
    Aisa nahin ki aap humein yaad nahin aate.
    Mana ki jahan ke sab rishte nibhae nahin jaate,
    Jo bus jaate hain dil mein woh fir bhulae nahin jaate.

 

  • Phul khushboo se pooche hum aapke hain kaun,
    Dil dhadkan se pooche hum aapke hain kaun.
    Hum to hain nadaan, aap hi batayein,
    Hum aapke hain kaun.

 

  • Tasalli ho jayegi humein,
    Zara itna to bata do,
    Tumhein bhi to Hichkiyan aati hain,
    Jub Hum Tumhein Yaad karte hain.

 

  • Humare rishte ko koi naam na do,
    Apne chahanewalon ko ashqon ka inaam na do.

 

  • Haale-dil tumko sunate jo tum pass hote,
    Ashk tumhare saath bahate jo tum pass hote.
    Chandni raat ki un haseen yaadon ko,
    Ek baar phir doharate jo tum pass hote.

 

  • Ishq humein jeena sikha deta hai,
    Wafa ke naam pe marna sikha deta hai.
    Ishq nahin kiya to karke dekho,
    Zalim har dard sahna sikha deta hai.

 

  • Rishton ki Ahmiyat batate hain faasle,
    Magar thoda tadpate hain faasle.
    Dilon mein ho na duri dua karna,
    Chahe yunhi rahe milon ke faasle.

 

  • Kisi ko mil jaati hain rangeen baharein,
    Kisi ko chaman bhi nahin milta.
    Kisi ki Qabr par banta hai Tajmahal,
    Kisi ko Kafan bhi nahin milta.

 

  • Har samandar mein sahil Nahin hota,
    Har jahaz mein misal nahin hota.
    Agar Dhirubhai ka sapna nahin hota,
    Har Ladke ke paas mobile nahin hota.

 

  • Kal jab raste pe ja raha tha to tumko deka,
    Aur socha tum ghar se mat niklo.
    Agar Nikal gayi to yeh bedard zamana kahega,
    Who let the dogs out…who who who.

 

  • Muskara do zara khuda ke vaste,
    Shama-e-mahfil mein roshni kum hai.
    Tum humare nahin, to kya gum hai,
    Hum tumhare to hain yeh kya kum hai.

 

  • Jis Shaam Mere Lab per Tera Naam Na Aaye,
    Khuda Kare ki Aisi koi Shaam Na Aaye.
    Aey Jaane Wafa, Yeh Kabhi Mumkin Hi Nahin,
    Afsaana Likhun Aur Tera Naam Na Aaye.